Judwa Behne Aur Unka Pyara Mohabbat
Budget: ₹100 – ₹400 INR
Ek baar ki baat hai ek gaon ke 2 judwa bhne rhti ti vo ek dusre se bhut pyr krti ti dono behno ka nature bhut alag ta kayra uski bdi behn jo ki bhut gusse wali thi vhi chotti behn rishika shaant aur naram dil ki insan thi dono ki umar me bs 5 minutes 32 second ka fark tha ek din dono behno ko ek he aarav naam ke ldke se mohabbat ho jati hai vo ldka uski chotti bhn rishika ko psnd krta ta yeh sb uski bdi behn kayra dekh nhi pai uske apni chotti behn Rishika ko maar diya dono bhne judwa ti shakl same thi dono ki toh aarav bhi pta nhi lga paya fr ek din aarav ne kayra ko rishika samajh kr usse shaddi krli shaddi ke kuch dino baad aarav ko rishika ka nature bdla hua lga usne pta lgane ki koshish ki pr vo kuch pta ni lga paya vhi kayra ko rishika ki aatma baar baar preshan krti ti kyuki kayra ne usse maara hota hai jaan se kayra yeg sb bardash ni kr pa rhi ti fr ek din usne jyada tanav me hone ke karan aarab ko sb sach bta diya aarav kayra ko divorce dena chahta ta pr kayra yeh baat bardash na kar pai usne aarav ko bhi maar diya aur khud bhi suicide krlia.
Related categories:
Audio Services
Music
Fiction
Voice Talent
Screenwriting
Creative Writing
Audio Production
Romance Writing