Data entry
Budget: $250 – $750 USD
Maine freelancer ka ki website kholi aur maine kholke uspe email address dala aur password dalkar maine login kiya aur jaise hi maine login kiya vaisehi website khul gayi aur maine freelancer ka kam chalu kar diya or fir data entry ka kam suru kar diya mera nam hai amardip bhimrao pipare aur muze online work ki jarurat hai aur muzhe English achi nahi atai hai isiliye maine hindi bhasha me typing kar raha hu.